SiteSetu

Dukaan

Aapki dukaan, band hone ke baad bhi jawab deti hai

Products, price, offers aur timing — turant jawab. Order enquiries aapke paas aati hain; stock, price aur delivery aap khud confirm karte hain.

Banarasi saree hai kya? Kab tak khule ho?

Haan, Banarasi silk saree ₹4,500 se shuru hain. Aaj 9 PM tak khule hain. Order enquiry bhej doon?

Ek asli jaisi chat

Kya ye aapke saath bhi hota hai?

  • Rush ke time "ye available hai?" wale calls.
  • Dukaan band hone ke baad customers message karte hain.
  • Website nahi hai, ya hai par koi sawaal nahi poochta.

Ye aapke liye kya sambhalta hai

  • Product list aur price — ya WordPress/WooCommerce site se sync
  • Offers, timing aur location
  • Order enquiries — jo stock pata nahi uska vaada nahi
  • Counter ke liye QR code
  • Bina website ke bhi chalta hai